Lakh Talwarein Badi Aati

Lakh Talwarein Badi Aati Hon Gardan Ki Taraf,
Sar Jhukana Nahi Aata Toh Jhukayein Kaise.
लाख तलवारे बढ़ी आती हों गर्दन की तरफ,
सर झुकाना नहीं आता तो झुकाए कैसे।


Humko Mita Sake Yeh Zamane Mein Dam Nahi,
Humse Zamana Khud Hai Zamane Se Hum Nahi.
हमको मिटा सके यह ज़माने में दम नहीं,
हमसे ज़माना ख़ुद है ज़माने से हम नहीं।